content top
Uss k honton ka tabassum rahay qayaim ...
Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”
Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB” Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day… Tu meri “KARB” ki raaton ko bhalay khatam na ker, Uss ke her shaam k aakhir mai “SAWAIRA” ker day. Uss k “DIL” k kisi konay main jaga day mujh ko… Uss ki “AANKHON” ko meray sapnon...
Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi...
Zindagi qaid-e-musalsal ka siwa kuch bhi nahi
Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha  jurm- e -wafa  is  k siwa kuch bhi nahi  Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat ka siwa kuch bhi nahi  Khnchti  ha  appni  taraf  gulshan  ki  rang- o- bu Kashish phoolon ma khushboo ka siwa kuch bhi...
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya...
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya,
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man d...
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se...
Chupke chupke ro lena...
Chupke chupke ro lena
Jab seena gham se bojhl ho aur yaad kisi ki aati ho, Tab kamre mein band ho jana aur chupke chupke ro lena, Jab aankhein bhaari ho jaayen aur yaad mein meri bhar aayen, Phir khud ko dhoka mat dena,aur chupke chupke ro lena, Jab palken qarb se mondi ho aur sab samjhe tum sote ho, Tab chehre par takiya...
Apna Ehsas mar na jaye kahin...
Apna Ehsas mar na jaye kahin
Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na jaye kahin Ab k Awaz doon to aa jana Dil Deewana Sudhar na jaye kahin
Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh...
Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko  Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko  Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
Aankhon aankhon main...
Aankhon aankhon main
Guzar gaee raat aankhon aankhon main Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat Ho gaee bersaat aankhon aankhon main Mil na saka tha dil kabhi dil say Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main
Ham say chahta tha k hum iltija karain...
Ham say chahta tha k hum iltija karain
Kamzoor badbaan hay, hawa taiz kia karain Aa apni kashtiyon ko supurd-e-khuda karain ! apni tabahiyon main hi jub apna haath ho phir dhushmano k waastay kiya bad-dua karain Shaki-e-namurad ko tarsaya umer bhar Ham say chahta tha k hum iltija karain
Meri aankhon main raho, meri aankhon mai...
Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho meri aankhon...

« Previous Entries