content top
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney...
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney [sms4smile]
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo...
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo…. [sms4smile]
Milnay ka waqt maat nikalo par...
Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo, Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo, Milnay ka waqt maat nikalo par, Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo. [sms4smile]
Aap kion udaas baithay ho...
Wadiyon se soraj nikal aaya hai, Fizaon me naya rang chaya hai, Aap kion udaas baithay ho, ab to muskura do, hamara SMS aaya hai [sms4smile]
Phool ki shuruvat kali se hoti hai...
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali * [sms4smile]
Per dost to hamesha dil k qarib rahenge...
Din beet jatey hain suhani yadain ban kar, Batein reh jati hain kahani ban kar, Per dost to hamesha dil k qarib rahenge, Kabhi muskan to kabhi ankhon main pani ban ker.. [sms4smile]
Nigah dor talak ja kar laut aye gi.....
Karo ge yaad to har baat yaad aye gi, Guzartey waqt ki har mulaqat yad aye gi, Talash karo ge hum se behtar dost koi, Nigah dor talak ja kar laut aye gi.. [sms4smile]
Main jo POOCHO tumhara HAAL-e-DIL...
Apni KHAMOSH zindagi main bolana mujhko, Apni HASEEN khuwab ki TASVEER banana mujhko, Main jo POCHON tumhara HAAL-e-DIL, To apni har DHARKAN ki AWAZ sunana mujhko [sms4smile]
Tu zindagi main sabse azeez hai hamain...
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain… Zakhmon ko seena bhool jate hain.. Tu zindagi main sabse azeez hai hamain.. Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain. [sms4smile]
Us ajnabi ka yun na intzaar karo...
Us ajnabi ka yun na intzaar karo, Is aashiq dil ka na aitbaar karo, Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu, Itna kabhi kisi se na pyaar karo [sms4smile]

« Previous Entries