content top
Kaisay kahon dil ki kahani …...
Tujhau kaisay kahon mera dil ki khani meray hamdam is main kuch pardanashinon kay bhi nam atay hain [sms4smile]
dil to dil tha...
rooty es kader menaya na gaya. door itna ho gaye paas bulaya na gaya. dil to dil tha samendar ki ret nahe. likha diya jo naam to mitaya na gaya. [sms4smile]
Ahsaas agar ho to...
Ahsaas agar ho to mahabbat karo mehsus Her baat ka azhaar zaruri nhi lab sey [sms4smile]
Dest kehne wale...
. Jaankar unko, hai is baat ko jaana humne, kis kadar palat-te hain yeh khud ko dost kehne wale. [sms4smile]
Khamosh Fiza Thi…...
Khamosh fiza thi kahin SAYA bhi nahi tha… Es shehar mein HUMSA koi aaya bhi nahi tha… Kis jurm mein CHEENI gai HUM se hansi…
Tujhey be-wafa bana dia...
Aaj achanak teri yad ny rula diya Kya karon tum ny jo mujhy bhula diya Na karty wafa to na milti ya saza Meri wafaon ny tujhy be-wafa bana diya. [sms4smile]
Zindagi kehta hai mujhey…...
Zindagi kehta hai mujhey Mera chahne wala . . . Kya usay Mera aitbaar nahi hai . . . [sms4smile]
Qaraar Cheen Leya.....
Qarar cheen lia beqarar chorr gaye Bhar legaye yad-e-bhar chorr gaye Hmari chasm-e-khazeen ka khyal kuch na kia Wo umar bhar k liay ashak baar chorr gaye Jisay samajtay thay apna wo itni mudat se Usi ko aaj wo begana waar chorr gaye [sms4smile]
Agarche do kinaron ka…...
agarche do kinaron ka sangam nhi hota, magar ek sath chalna b koi kam nhi hata; wo ankhain ek luta ghar hain jehan aansu nahi rehte, wo dil ek pathar hai jis dil main kisi ka gham nahi hota, [sms4smile]
Ajeeb shakhs...
Shikayatain bhi thein usay to mere khuloos se Ajeeb tha wo shakhs meri aadten na samjh saka [sms4smile]

« Previous Entries Next Entries »